atul’s bollywood song a day- with full lyrics

Yahaan badlaa wafa ka bewafaayi ke siwaa kyaa hai

Posted by: squarecutatul in: ● October 16, 2009

This song is one of the oldest in this blog, and one of the most cherished one. Noorjahan makes her debut in my blog with this song. Rafi figures in this song too. This was one of the earliest hit filmy song of Rafi.

Except this song and singers, most other things about this song have been largely forgotten. This movie was called Jugnu ( I only knew a Dharmendra- Hema Malini movie of this name in 1970s). The lyricist is someone called Tanvir Naqvi, a namesake of the current Pakistani new ball bowler. Music director was someone called Feroz Nizami.

Unknown they may be to present day music lovers, but the lyricist and music director of this song helped create an unforgettable song on two singers who would go on to become legends.

There is no doubt that this song is a gem.

Video

Song- Yahan badla wafa ka bewafai ke siwa kya hai (Jugnu) (1947) Singers-Rafi, Noorjahan, Lyrics-Tanvir Naqvi, MD-Feroz Nizami

Lyrics

yahaan badlaa wafaa kaa bewafaai ke siwaa kyaa hai
yahaan badlaa wafaa kaa bewafaai ke siwaa kyaa hai
mohabbat karke bhi dekhaa, mohabbat mein bhi dhokhaa hai

kabhi sukh hai, kabhi dukh hai, abhi kyaa thaa, abhi kyaa hai
yoon hi duniyaa badalti hai, isi kaa naam duniyaa hai
kabhi sukh hai, kabhi dukh hai, abhi kyaa thaa, abhi kyaa hai
tadapne bhi nahin deti, hamein majbooriyaan apni
tadapne bhi nahin deti, hamein majbooriyaan apni

mohabbat karne waalon kaa tadapnaa kisne dekhaa hai
mohabbat karke bhi dekha mohabbat me bhi dhokha hai

bade armaan se waadon ne dil me ghar basaaya tha
wo din jab yaad aate hain kaleza munh ko aata hai
yahan badla wafa ka bewafai ke siwa kya hai
bhula do wo jamaana jab mujhe apna banaya tha
bhulaa do munh mein ulfat jab tumhaare lab pe aayaa thaa
bhula do o bhula do
bhula do wo qasam jo dilayi thi kabhi tumne
bhula do wo qasam jo ke khai thi kabhi tumne
bhulaa do dil se tum guzare hue rangeen zamaane ko
bhulaa do, haan bhulaa do ishq ke sazaa fasaane ko
tamannaaon ki basti mein, andheraa hi andheraa hai
kise apnaa kahen koi jo apnaa thaa paraayaa hai
yoon hi duniyaa badalti hai, isi kaa naam duniyaa hai
kabhi sukh hai, kabhi dukh hai, abhi kyaa thaa, abhi kyaa hai
muhabbat karke bhi dekha muhabbat mein bhi dhokha hai

No Comments to "Yahaan badlaa wafa ka bewafaayi ke siwaa kyaa hai"

Write Comment

Get Adobe Flash playerPlugin by wpburn.com wordpress themes

Movie wise songs

MD wise search

Categories